Phool bhi ab toh kaante ban key chubney lagey hai
Phool bhi ab toh
kaante ban key chubney lagey hai
~zakham~
Phool bhi ab toh
kaante ban key chubney lagey hai
==========================
Aansoo bhi ab toh
Aankhon se bahney lagey hai
===============================
Waqt ka saath har zakham bhar jata hai
Yeh suna tha logo se
==============================
Per yeh kaisa zakham hai "Tariq"
Jo waqt ka saath nasoor banta chala jata hai
copyright@4/6/2008 complete
regards
Tariq
zindagi ager toot ka bhikhar jaye to kya karoo gai
jisey chaha ho "Tariq" ager wohi kahe bhool jao to kya karoo gai