Hum sochte kuch hai hota kuch hai~Begaane~

Hum sochte kuch hai hota kuch hai Hum maangte kuch hai par milta hi kuch aur hai
~Begaane~

Hum sochte kuch hai

hota kuch hai
Hum sochte kuch hai    hota kuch hai

-----------------------------------------------------

Hum maangte kuch hai

par milta hi kuch aur hai

-----------------------------------------------------

-----------------------------------------------------

yaha to mutlabi log hai

Yeh duniya matlab ki hai

-----------------------------------------------------

-----------------------------------------------------

hum wafa kartee hai

humhey kyon bewafaai milti hai

-----------------------------------------------------

-----------------------------------------------------

hum jis se umeed rakhte hai

wo kyon hamare umeedo ko tor jata hai

-----------------------------------------------------

-----------------------------------------------------

hum jinhey apna samjhtey hai

wohi kyon begaane nikalte hai

-----------------------------------------------------

-----------------------------------------------------

Hum apna se ziyda logo sai piyaar kartee hai

phir kyon wohi log hamare piyaar ko thokra jate hai

-----------------------------------------------------

-----------------------------------------------------

jinhey hum apna dil mein rakhna chahte hai

wohi kyon auro ki khatir humhra dil tor jate hai

-----------------------------------------------------

-----------------------------------------------------

jab matlab hota hai

phir hi kyon "tariq" ko saab yaad kya kartee hai

-----------------------------------------------------

-----------------------------------------------------

jab apna waqt nikal jata hai

wohi log kyon beegane ban jate hai

-----------------------------------------------------

-----------------------------------------------------

hum apney se ziyda es duniya kai logo per barosa kartee hai

phir kyon duniya wale mera barosa tor jate hai

-----------------------------------------------------

-----------------------------------------------------

"Tariq" to Ulfat main apna sab kuch lotta deta hai

Par kyon log "tariq" ki ulfat ko samjh nehi pate hai

-------------------

notes : ek sawal ka jawab pouchna chahta hoon main har kesi ka mu se suna hai kai ager piyaar sacha hoon to wo zarror milta hai can u belive this line . but i don't belive main aksar larkiyon ko mu se yeh baatain suni hai aur larka ka bhi oye dreame dhekna band kar doon star plus kai yeh sab bakwas baatain hai its my thinking app logo ka pata nehi becoz main ek apni dost samjha raha tha yeh baat wo nehi samjh rahe kahte hai ager mera piyaar sacha hai wo zarror aye ga beshak wo kesi aur ka hai per dhekna ek din zarror aye ga. per yeh sab khwabo main baatain achi lagti hai doston practical life mein asa kuch nehi bus yeh kahna chahta tha ha yeh kahna chahaoo ga jis se piyaar kartee hoon usey akre dafa us kai samne izhar karoo ager reject kar dai wapis mor kar usey mat dhekon agay bharoo thanks for your time
ALLAH HAFIZ bye
LihatTutupKomentar