Ek Shaks Tha jo koh gaya

Ek Shaks Tha jo koh gaya
~ghazal~4~u~
Ek Shaks Tha jo koh gaya

Ek Shaks Tha jo koh gaya
duniya ki ranginyon mein ja ka mil gaya
ek hath tha hath mein woh hath bhi choot gaya
ek khwab tha jo toot gaya
woh phir kabhi aya nehi Jo tanha chor gaya
ek deya jalaya tha jo bhojh gaya
ek gher banaya tha mithi ka
woh gher samandar ki lahro se takra ka doob gaya
ek shaks es kadar toot gaya
ka sahara deta hi woh bikhar gaya
jo sab ko adhere mein roshni deta tha
woh ek shaks hi adhere mein koh gaya
jo sab ko rasta dhekta tha
woh ajj khod rasta bhatak gaya
rona bohat chaha tariq per roya na gaya
itna hasa ka ab ek aanso ka qatra bhi bahaya na gaya

written By tariq at start 1/5/2007 to end 11/5/2007 comlete
main toota phoota shair hoon bus jo mein aya likh deya
ager thori se achi lage hoon ghazal to plz es ghazal ka badle app dua kare en sahab ka leya sukriya..
LihatTutupKomentar