ye kab socha tha ik din jeena parega tum bin By Tariq

ye kab socha tha ik din jeena parega tum bin By Tariq
ye kab socha tha ik din jeena parega tum bin..
zindagi ki talkhio ko sehna parega tum bin

ujri raton main jag jag kar yaad karte hue
guzre lamho k dard ko sehna parega tum bin

yun tarpati hai tanhai tute hue dil ki
ik jhalak k lia waqt ko manana hoga tum bin


maan lo wo jo chala gaya nhi ayega phir Tariq
na socha tha kabhi phir jina parega tum bin

Written By Tariq
ye kab socha tha ik din jeena parega tum bin By Tariq

LihatTutupKomentar