Dard hua to dil se awaz aye maa~Maa by Tariq
Dard hua to dil se awaz aye maa~Maa by Tariq
Dard hua to dil se awaz aye maa
Takleef hue to yaad teri aye maa
==============================
==============================
Jab Sab na chor deya Mutlabi bewafa kah ke
Phir majhey tere achal ki yaad aye maa
==============================
===============================
Main kitna badnaseeb hoon
Logo se piyaar maanga maine Mile majhey Tanhai
Tuney Bin maanga Kitna piyaar deya
Aur main teri hi kadar na kar saka maa
==============================
===============================
BadGumani mein har ek ko maine Seena se lagaya
Bus Badnaseebi to dheko bus tujhey hi apne galey se na laagaya maa
================================
=================================
Duniya ki ranginyon mein kohya raha
bus ek tujh hi ko bhool ka sab ke pecha bhagta raha
Teri Tanhaiyon mein ek pal bhi tere saath na raha
Main badnaseeb teri maafi ka kabil bhi na raha
=================================
==================================
Jab Hosh mein aya To maloom hua ke
kio apna nehi bus tere siwa maa
==================================
============================
Teri goad main sar rakh ke ro ro ke mout-e-faryad ki dua ki
Maa na rote rote apni zindagi apni khushiya bhi mere naam ki
==========================================
==========================================
Main Kitna beaqal kamzarf hoon
Tera khwab bhi pura na kar saka main tere leya kuch bhi na kar saka maa
==========================================
==========================================
Maine kitne dhuk deya
Aur tuney uff tak na ki maa
tuney kabhi na saath chora
Na kabhi kuch kaha majhey tuney maa
===========================================
===========================================
bus ek khwab hai zindagi ka
beshak kuch mile na mile
main kuch bano ya na bano
bus ek arman hai zindagi ka
===========================================
Main ek dafa teri goad main sar rakh so sako maa
woh sakoon-e-neend pana chahta hoon maa
Bohat dard ho raha hai maa
apne hathon se mere zakham-e-dard ko mita do maa
==========================================
Yeh "Tariq" Bohat badkar hai
es ki har galati maaf kar do maa
==================================
Written By Tariq At : 11/12/2006 Monday 1:30 pm
===========
hum Log ek tarha se pagal hai jo dosro per barosa kartee hai dosro ko piyaar kartee hai ek galati karoo wohi log saath chor jate hai phir why un se kyon nehi piyaar kartee jo hum se kartee hai Like ammi tum jitna bhi gara gunnah kar loon maaf kar da gi maa becoz she loves u and jo piyaar kartee hai woh maaf karna bhi janta hai becoz saza deta hai majhey abhi bhi yaad 1 saal pehle tak main apni ammi se roz 5rs leta tha ammi kahte thi itna bara gora ho gaya apne paise hai phir bhi majh se zarror maange ga aur woh deti bhi thi roz gher se nikal rahe hai matha choom rahe hai subha subha 4 perathe khelati thi hahahahah kah kah ka mota ho jaoo ga ammi nehi hota mota piyaar se kabhi kio mota hota hai aur ammi ka hath main asa jado hota hai ke ager majhey apni ammi ka hath ka perate 20 bhi mil jaye main kah jaoo ga becoz us main ek piyaar hota hai es leya bus ek dafa ammi naraz hue bohat jab cigreat peta hua dheka 1 month baat nehi ki phir dobra shoro kar di becoz she loves me thats way she forgive me kahna ka matlab yeh hai begano se piyaar ki umeed na karoo jo apne hai piyaar kartee hai un se karoo es se pehle woh door chale jaye ALLAH HAFIZ take care u and u family