rishta bhi nahee'n tha

Auro'n se to ummid ka rishta bhi nahee'n tha Tum itne badal jao gay socha bhi nahee'n tha Na qadri e paiham k sazawar bhi ham thai Uss bazm mai lekin koi ham sa bhi nahee'n tha
Auro'n se to ummid ka rishta bhi nahee'n tha
Tum itne badal jao gay socha bhi nahee'n tha
Auro'n se to ummid ka rishta bhi nahee'n tha Tum itne badal jao gay socha bhi nahee'n tha  Na qadri e paiham k sazawar bhi ham thai Uss bazm mai lekin koi ham sa bhi nahee'n tha


Na qadri e paiham k sazawar bhi ham thai
Uss bazm mai lekin koi ham sa bhi nahee'n tha

Uss hijr k taptey huwe sehra k safar mai
Hamraaha kisi yaad ka saaya bhi nahee'n tha

Ham apni tamannao'n ki lasho'n ko uttha kar
Latey to magar, koi maseeha bhi nahee'n tha

Dil khoon ka darya tha magar zabt ka aalam
Ik qatra e khoo'n aankh se tapka bhi nahee'n tha

Yoo'n dil se bhulana hai kisi shakhs ko Hira


Jiss ko K kabhi aankh se daikha bhi nahee'n tha


Regards,

!*****Hira*****!
LihatTutupKomentar