Mera Tarz e bayan By John - قطعہ - در ہجوِہم نشینانِ خود
Mera Tarz e bayan By John - قطعہ - در ہجوِہم نشینانِ خود
قطعہ
در ہجوِہم نشینانِ خود
دا دریغا کہ ہم نشیں میرے
میرا طرز بیاں چراتے ہیں
حیف صد حیف نقدِ جاں کہ امیں
کیسہِ نقدِ جاں چراتے ہیں
امہاتِ یقیں کہ رحموں سے
نطفہ نطفہ گماں چراتے ہیں
خس و خاشاک طبع ہیں لیکن
دم شعلہِ فشاں چراتے ہیں
ان پہ ہنسیے کہ روئیے آخر
رایگاں، شایگاں چراتے ہیں
نقل کر کے کراہنے کی مرے
میری بیماریاں چراتے ہیں
معترف ہوں کمال کا ان کے
میرے دل کا سماں چراتے ہیں
مے کش ایسے کہ اپنے نشے میں
میری انگڑائیاں چراتے ہیں
کیا بتاؤں ہیں کیسے دیدہ دلیر
مجھ سے ہی مجھ کو ہاں چراتے ہیں
Jaun Elia- جون ایلیا
dar ہجوہم نشینان nashniyaan hujoom khud
daa دریغا darigaa ke hum nashen mere
mera tarz bayan churatay hain
haif sad haif NAQAD jaan ke amin
kessa NAQAD jaan churatay hain
umhaat yaqeen ke رحموں rahmiyo se
nutfa nutfa guma churatay hain
khas o khashaak taba hain lekin
dam shola fishan churatay hain
un pay ہنسیے hasney sey ke royie aakhir
رایگاں, شایگاں raygah shaaiyag churatay hain
naqal kar ke karahnay ki maray
meri bemariyan churatay hain
mutarrif hon kamaal ka un ke
mere dil ka samaa churatay hain
me kash aisay ke –apne nashay mein
meri angraiyaan churatay hain
ya batao بتاؤں hain kaisay deedaa dilair
mujh se hi mujh ko haan churatay hain
dar ہجوہم نشینان nashniyaan hujoom khud
daa دریغا darigaa ke hum nashen mere
mera tarz bayan churatay hain
haif sad haif NAQAD jaan ke amin
kessa NAQAD jaan churatay hain
umhaat yaqeen ke رحموں rahmiyo se
nutfa nutfa guma churatay hain
khas o khashaak taba hain lekin
dam shola fishan churatay hain
un pay ہنسیے hasney sey ke royie aakhir
رایگاں, شایگاں raygah shaaiyag churatay hain
naqal kar ke karahnay ki maray
meri bemariyan churatay hain
mutarrif hon kamaal ka un ke
mere dil ka samaa churatay hain
me kash aisay ke –apne nashay mein
meri angraiyaan churatay hain
ya batao بتاؤں hain kaisay deedaa dilair
mujh se hi mujh ko haan churatay hain