Zakham Ijad By Jaun Elia - زخم ایجاد بھی ہے

Zakham Ijad By Jaun Elia - زخم ایجاد بھی ہے

ہے رنگِ ایجاد بھی دل میں اور زخم ایجاد بھی ہے 
Zakham Ijad By Jaun Elia - زخم ایجاد بھی ہے

یعنی جاناں دل کا تقاضا آہ بھی ہے فریاد بھی ہے 



تیشہ ناز نے میری انا کے خوں کی قبا پہنائی مجھے 

میں جو ہوں پرویز ہوں اک جو ظالم فرہاد بھی ہے 

منحصر اس کی منشا پر ہے کس طور اس سے پیش آؤں 

قید میری بانہوں میں وہ ہو کر وہ قاتل آزاد بھی ہے 

جون جدا تو رہنا ہو گا تجھ کو اپنے یاروں بیچ 

یار ہی تو یاروں کا نہیں ہے یاروں کا استاد بھی ہے 

ساری ردیفیں بھی حاضر ہیں پھر ساری ترکیبیں بھی 

اور تمہیں کیا چاہیئے یارو، حاصل میری داد بھی ہے

Check this out

Magar Yeh Zakham Hai Ya - مگر یہ زخم یہ مرہم۔۔۔


hai rang ijaad bhi dil mein aur zakham ijaad bhi hai


yani janaan dil ka taqaza aah bhi hai faryaad bhi hai



tesha naz ne meri anaa ke khoo ki quba pahnai mujhe



mein jo hon Parvez hon ik jo zalim farhaad bhi hai



munhasir is ki Mansha par hai kis tor is se paish aoo



qaid meri baho mein woh ho kar woh qaatil azad bhi hai



June judda to rehna ho ga tujh ko –apne yaaron beech



yaar hi to yaaron ka nahi hai yaaron ka ustaad bhi hai



saari yadyadien bhi haazir hain phir saari tarkibien bhi



aur tumhe kya chahiye yaaro, haasil meri daad bhi hai

LihatTutupKomentar